Aulad E Huzur Gaus E Aazam Sahzaada E Huzur Zahire Millat
Alambardar E Maslake Aala Hazrat Peere Tariqat Hazrat Allama MaulanaSAIYED MUHAMMADAALE MUSTAFA DADA BAPUQADRI BARKATI (Jafrabad Sharif, Gujrat)
His beautiful Naats, Manqabats and Islamic poetry reflect deep love for Allah ﷻ, the Holy Prophet ﷺ and the Ahl-e-Bayt. His words continue to touch the hearts of thousands.

Islamic Kalaam Collection
Explore Naat Sharif, Manqabat, Hamd Sharif and more — written by Saiyed Aale Mustafa Dada Bapu Qadri Barkati of Jafrabad Sharif.
Naat & Manqabat
A collection of beautiful Kalaam written by Saiyed Aale Mustafa Dada Bapu.
Rab Ki Rahmat Idhar Kodinar Me Hai, Mustafa Ki Nazar Kodinar Me Hai. Aale Khairul Bashar Kodinar Me Hai,
Gause A'azam Ne Tujhe Gause Zamaana Kar Ke Hind Me Bheja Ye Ahsaan Hai Rizqullaah Shaah Gausiyat Waali Teri Shaan Hai Rizqullaah Shaah
Karam kardo mere Sarkar Ya Ghaus Dikha do phir mujhe Darbar Ya Ghaus Jo tere dar ka hai mohtaj Maula
Rooh aaqa pe jo qurbaan hui jaati hai Haan yaqeenan wo musalman hui jaati hai Rooh ki zindagi aaqa ki mohabbat mein hai
Ahle Sunnat Ke Imaamo Peshwa Ahmed Raza, Najdiyo'n Ke Waaste Qahre Khuda Ahmed Raza. Hijri Baarah Sau Behattar, Daswi'n Thi Shawwaal Ki,
Aashiqe Mustafa Ahsanul Awliya, Naaibe Murtaza Ahsanul Awliya. Dilbare Fatima Ahsanul Awliya,
Nur Ka Nuri Diya The Saiyedi Shaahid Ali, Sham-e-Bazme Atqiya The Saiyedi Shaahid Ali. Koi Kya Jaane Ke Kya The Saiyedi Shaahid Ali,
Bade Khush Bakht The Jo Aap Ki Mahfil Me Aate The, Aqidat Se Jo Bazme Mustafa Mil Kar Sajaate The. Sahaaba Kaif Paate The Nabi Khud Jhum Jaate The,
Rahmato Anwaar Me Ghotah Laga Kar Dekhiye, Sunniyo'n! Mizaabe Rahmat Me Naha Kar Dekhiye. Laaye'nge Tashrif Dil Me Sarware Kauno'n Makaa'n,
Zindah Behre Kibriya Dekha Tujhe, Hum Ne Behre Mustafa Dekha Tujhe. Apne Murshid Par Fida Dekha Tujhe,
Karam Ka Daste Aqdas Jab Uthaaya Shaah Gauhar Ne, Khazaana Ghause A'azam Ka Lutaaya Shaah Gauhar Ne. Pukaara Ya Shahe Gauhar Meri Imdaad Ko Aavo,
Ishqe Ahmed Mere Sine Me Basaae Rakhna, Ishqe Duniya Se Mere Dil Ko Bachaae Rakhna. Ishqe Sarkaare Madina Ki Jhalak Se Har Dam,
Gulshane Zahra Ki Nikhat Saiyeda Zahra Batul, Ghause A'azam Ki Hai Itrat Saiyeda Zahra Batul. Hijri Tera Sau Chhehattar Maah Rabiun Nur Tha,
Waqte Maghrib Ko Waqte Asr Banaane Waale, Lamhe Me Duba Hua Shams Phiraane Waale. Saahibe Taaj Bhi Tu, Saahibe Me'raaj Bhi Tu,
Hai Kitna A'ala Tumhaara Rutba Imaame A'azam Abu Hanifa, Ke Taba'i Ka Sharaf Hai Paaya Imaame A'azam Abu Hanifa. Abu Hanifa Hai Kunniyat Aur Hai Naam Nu'maan Ibne Saabit,
Kar Do Kar Do Karam Ahsanul Awuliya, Rakh Lo Mera Bharam Ahsanul Awuliya. Aale Shaahe Umam Ahsanul Awuliya,
Sunniyo'n Par Rab Ki Rahmat Saiyedi Akhtar Raza, Hai Mera Taaje Shariat Saiyedi Akhtar Raza. Rab Ta'aala Aap Ko Rakhe Salaamat Har Ghadi,
Mehki Mehki Quadiriyat Ki Eyaa'n Sehre Me Hai, Bhini Bhini Mast Bue Boustaa'n Sehre Me Hai. Na'at Goi Ke Hunar Me Kaardaa'n Sehre Me Hai,
Dine Haq Ke Aah Sad Afsos Rahbar Chal Diye, Faani Duniya Chhod Kar Sarkaar Akhtar Chal Diye. Aap Ka Saani Nahi'n Dekha Zamaane Me Kahi'n,
Ahle Sunnat Ki Ziya Akhtar Raza, A'ada e Di'n Ki Qaza Akhtar Raza. Jaanashine Mufti e A'azam Bhi Tu,
Hum Ko Be Shak Khuda Se Milta Hai, Mustafa Ki Ata Se Milta Hai. Rab Hai Mu'ati Huzur Hai'n Quaasim,
Hai Kodinaar Me Sarkaar Gause Paak Rizqullaah, Waliyo'n Ka Hai Jo Sardaar Gause Paak Rizqullaah. Kaha Hai Saani e Bagdaad Ahlullaah Ne Jis Ko,
Rizqullaah Shaah Ne Hame'n Aisa Diya Diya, Jaari Hai Jis Ka Faiz Woh Gauhar Piya Diya. Hum Adna Gunahgaar Pe A'ala Karam Kiya,
Madad Ka Waqt Hai Ya Saiyedi Gauhar Piya Uthhiye, Musibat Ne Liya Hai Gheyr Mujh Ko Aey Shaha Uthhiye. Meri Qismat Tumhaare Did Ke Qaabil Bana Uthhiye,
Hum Dil Se Ahd Kar Le'n Rab Se Dara Kare'nge, Shariat Pe Mustafa Ki Har Dum Chala Kare'nge. Rasmo Rivaaj Saare Hum Chhor De'nge Apne,
Haalate Gussa Me Koi Bhi Faisla Na Karo, Khushiyo'n Ke Waqt Me Hargiz Kabhi Wa'ada Na Karo. Dine Ahmed Me Jo Hai'n Maan Lo Har Haalat Me,
BAAGHE ZAHRA KI KALI AFZAL ZUBAIDAH FATIMA, YA'ANI AWULAADE NABI AFZAL ZUBAIDAH FATIMA. DUKHTARE MAULA ALI AFZAL ZUBAIDAH FATIMA,
Sunniyo'n Ke Peshwa Hazrat Zahire Quadiri, Muttaqiyo Paarsa Hazrat Zahire Quadiri. Chaudah Sau Baais Hijri Aur Muharram Saatwi'n,
Qur'aane Paak Ka Aamil Zahire Millat Hai, Nabi Ke Din Ka Haamil Zahire Millat Hai. Kharid Kar Mujhe Anmol Kar Diya Jis Ne,